VOICE BY Shoaib Raza Barelvi ↡↡↡
Bachha hu magar mera
Bachha hu magar mera ehatram karati hain
Darbar me leje me ye kalam karati hain
Jab se aa gaya hu main damne habibi men
Dur se mujhe duniya ye salam karati hain
Bachha hu magar mera ehatram karati hain
Door dil ke hote hain gam habibe melat se
Kis tarah akidat ho kam habibe milat se
Waqt jab bhi aayega tujhko ye dikha degen KYA
Kitna pyar karte hain hum habibe milat se
Chhuke apne qadmo se dar habibe milat se
Jagmaga diya mera ghar habibe milat ne
Kyo na mai chhu akhir aashma ko ur ur kar KYO KI
Jab lagaye hain mere par habibe milat ne
Bachha hu magar mera ehatram karati hain
Darbar me leje me ye kalam karati hain
Jab se aa gaya hu main damne habibi men
Dur se mujhe duniya ye salam karati hain
Najdiyo ke sino me jo banaye rakhe hain
O banaye rakkhe hain dar habibe milat ne
Har gulam ke sar par hath apna rakh rakh kar
Kar diye bulandi par sar habibe malat ne
Daal kar najar apani dusme risalat par
Kar diye pasine me tar habibe milat ne
Khwab bage jannat ke apso hai dawa de hai
Jab se kar liya dil me ghar habibe milat ne
Bachha hu magar mera ehatram karati hain
![]() |
islamic images download |