Musarrat Ke Phoolon Se Veeran Duniya
Musarrat Ke Phoolon Se Veeran Duniya
Mujhe Bhi Sajane Ko Ji Chahata Hain
Unhe Khwab Men Dekh Kar
Muqddar Jagane Ko Ji Chahata Hain
Bahut Saare Surme Lagaye Hai Maine
Magar Ab Mere Dil Ki Ye Arazoo Hain
Musarrat Ke Phoolon Se Veeran Duniya
Madine Men Jo Dhul Urati Hain Usko
Nazar Me Lagane Ko Ji Chahta Hain
Shahedi Ke Rauze Pe Mai Aa Gaya Hoo
Musarrst Se Mai Ashq Barasa Gaya Hoo
Meri Maut Aaja Tujhe Is Jagah Pe
Gale Se Lagane Ko Ji Chahata Hain
Musarrat Ke Phoolon Se Veeran Duniya
Mere Sab Biradar Chale Suye Jannat
Mujhe Bhi To Mil Jaye Jaame Sahadat
Kaha Apne Baba Se Agar Ali Ne
Mera Teer Khane Ko Ji Chahata Hain
Musarrat Ke Phoolon Se Veeran Duniya
Mujhe Bhi Sajane Ko Ji Chahata Hain
Way cool! Some extremely valid points! I appreciate you
writing this write-up plus the rest of the
website is also very good.