Sallallahu Alaika Ya Rasool Allah
Wa Salam Alaika Ya Habib Allah
sarwar kahoon ke malik o maula kahoon tujhe Bage khalil ka gule jewa kahoo tujhe
leke raza ne takhme sukhan ispe kar diya khalik ka banda khalk ka aaqa kahoo tujhe
sallallahu alaika ya rasool allah wa salam alaika ya habib allah
Mere Sarkar Zamne Ko Duwa Dete Hain
Mere sarkar zamane ko duwa dete hai besaharo ko daman me chhupa lete hai
Mere Sarkar Zamne Ko Duwa Dete Hain
Andhe jajdi tu jara dekh makame saheba Aare dube surat ko nabi mere bula lete hai
Mere Sarkar Zamne Ko Duwa Dete Hain
Ishq e sarkar me apne ko fana jo kar de To To rah ke duniya me wo jannat ka maza lete hai
Mere Sarkar Zamne Ko Duwa Dete Hain
Jab bhi hoti hai hame did ki chahat aaqa To To samne rahla pe quran saja lete hai
Mere Sarkar Zamne Ko Duwa Dete Hain
Dil hai Wo Jo Dil Hai Diwana Rasool Ka
Dil hai wo jo dil hai diwana rasool ka har dil me nahi hota thikana rasool ka
Jab tak na baksa jayga har ashiq rasool
Jab tak na baksa jayga har ashiq rasool tab tak na hoga khuld me jana rasool ka
Jalim garib rok na paygen fir hame
Jalim garib rok na paygen fir hame Jab hoga madine me bulana rasool ka
AAKHIRI SHER
Milata hai aur hamesha milega ae suniyon
Milata hai aur hamesha milega ae suniyon ahmad raza dar se khajana rasool ka
Masha Allah