Manqabat Ghous e Azam Lyrics
Jabba ne sirf chhera tha tarana ghause azam ka
Nazar ke samne tha aastana ghause azam ka

Kabhi Kasti taira dena kabhi murde jila dena
Zamana yaad rakhega zamana ghause azam ka
Nazar ke samne tha aastana ghause azam ka
Ali ke ladale hai fatima ke dil ke tukare hai
Jo mahbube khuda hai wo hai nana ghause azam ka
Zamana yaad rakhega zamana ghause azam ka
Ye kismat jag jayegi musibat bhag jayegi
Muhabbat se kabhi nara lagana ghause azam ka
Jo mahbube khuda hai wo hai nana ghause azam ka
Jabba ne sirf chhera tha tarana ghause azam ka
Nazar ke samne tha aastana ghause azam ka
VOICE BY JISHAN RAZA