Mahbub e Khuda Ka Jab Darbar Nazar Aaya
Mahbub e Khuda Ka Jab Darbar Nazar Aaya
Bekaar Mujhe Sara Sansaar Nazar Aaya
Dil Ishq E Shahidi Me Sarshar Nazar Aaya
Roje Ka Mujhe Jab Bhi Minaar Nazar Aaya
Ankushte Mubarak Ka Paate Hi Isara Wo
Duba Huwa Suraj Bhi Guljaar Nazar Aaya
Mahbub e Khuda Ka Jab Darbar Nazar Aaya
Bekaar Mujhe Sara Sansaar Nazar Aaya
Jisne Bhi Mohammad Ke Darbaar Me Dam Tora
Jannat Me Use Apna Ghar Baar Nazar Aaya
Sunnat Ko Kiya Zinda Duniya Me Zafar Jisne
Wo Sakhs Hi Jannat Ka Haqbaar Nazar Aaya
Mahbub e Khuda Ka Jab Darbar Nazar Aaya
महबूब ए खुदा का जब दरबार नजर आया
महबूब ए खुदा का जब दरबार नजर आया
बेकार मुझे सारा संसार नजर आया
दिल इश्क शहीदी में शरसार नजर आया
रोजे का जब भी मुझे मीनार नजर आया
अंकुशते मुबारक का पाते ही इशारा वो
डूबा हुआ सूरज भी गुलजार नजर आया
महबूब ए खुदा का जब दरबार नजर आया
बेकार मुझे सारा संसार नजर आया
जिसने भी मोहम्मद के दरबार में दम तोड़ा
जन्नत में उसे अपना घर बार नज़र आया
सुन्नत को किया जिंदा दुनिया में ज़फर जिस ने
ओ शख्स ही जन्नत का हकदार नजर आया
महबूब ए खुदा का जब दरबार नजर आया
VOICE BY Nazim Raza Mazhari↡↡