Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Ya hussain ya hussain ya hussain
Ek aamana ka lal hai ek fatama ka laal nana bhi bemishal nawasha bhi bemishal
Ya hussain ya hussain ya hussain
Maula ke mohbbat me jabba khol ke dekho allah se milana hai bas bol ka
Ya hussain ya hussain ya hussain
Soya huwa naseeba hai tum isko jaga do nana ka madina mujhe ek baar dekha do
Ya hussain ya hussain ya hussain
Maheshar me yajido ka jigar kaap uthega jis waqt har ek samt se nara ye lagega
Ya hussain ya hussain ya hussain
Dara ne bachaya na sikender ne bachaya islam ki azmat ko bahtar (72) ne bachaya
Ya hussain ya hussain ya hussain
Har julm jamane ka mai sahta hi rahuga sar kat bhi daloge to kahata hi rahunga
Ya hussain ya hussain ya hussain
BY Saif Raza Kanpuri